Amazon cover image
Image from Amazon.com

Rashmirathi (रश्मिरथी )

By: Dinkar, Ramdhari SinghLanguage: Hindi Publication details: Patna: Lokbharti Paper Books, 2009. Description: 191p.; 17cmsISBN: 9788180313639Subject(s): Hindi poetry | Mool pustakDDC classification: 891.431 D55
Tags from this library: No tags from this library for this title. Log in to add tags.
Star ratings
    Average rating: 0.0 (0 votes)
Holdings
Item type Current library Call number Status Date due Barcode
Hindi Books Dr. S. R. Ranganathan Library
General Stacks
891.431 D55 (Browse shelf(Opens below)) Available 3769

Iss saral-seedhe kavya ko bhi kisi bhumika ki jarurat hain, aisa mein nahi manta; magar, kuch na likhu to ve pathak jara udas ho jayenge jo mool pustak ke padane mein hath lagane se purav kisi-na-kisi purvabhas ki khoj karte hain. Yo bhi, harr cheez ka kuch-na-kuch itihas hota hain aur Rashmirathi namak yah vinarm kriti bhi iss niyam ka apvaad nahi hain.
Baat yah hain ki Kurushetra ki rachna karr chukne ke baad hi mujhme yah bhav jaga ki main koi aisa kavya bhi likhu jisme keval vicharotejakta hi nahi, kuch katha-sanvad aur varnan ka bhi mahatmaya ho. Sapasht hi yah uss moh ka udgar tha jo mere bheetar uss parampara ke prati maujud raha hain jiske sarvshreshth pratinidhi rashtrakavi Shree Mithilisharan Guptaji hain. Iss parampara ke prati mere bahut-se sahdharmiyo ke kya bhav hain, isse mein aprichit nahi hu. Mujhe yah bhi pata hain ki jinn desho athava dishao se aaj hindi-kavya ki prerana parcel se, maul ya udhar, mangayi ja rahi hain, vaha katha-kavya ki prarampara nishesh ho chuki hain aur jo kaam pahle prabandh-kavya karte the vahi kaam ab bade maje mein, upanyas karr rahe hain.


Implemented and Maintained by Dr. S.R. Ranganathan Library.
For any Suggestions/Query Contact to library or Email: library@iipe.ac.in
Website/OPAC best viewed in Mozilla Browser in 1366X768 Resolution.

Powered by Koha